Wednesday, March 16, 2011

1. Saans.

Zindagi ke dariya me behte, koi hosh nahi hota, ho mashgool jaata hai
Kaanton se lagi chot ki usko parva nahi hoti, kyonki wo phool chahta hai
Chubhte rehte hai zindagi bhar usko, phir bhi phool se nazar nahi hataata hai
Ye sab chakkar me insaan saans to lete rehta hai, par jeena bhool jaata hai!

3 comments:

vcd said...

brilliant! super depth! :-) the last line especially ...

vcd said...
This comment has been removed by the author.
d i l i p said...

ThanQ sirjee :-)