Sunday, December 13, 2015

1. Intezaar.

Waqt ne bhi ajeeb imtehaan liya mere pyaar ka...
Intezaar kiya bahut, par phir hua deedar mere yaar ka,
Khushi se main jhoom ne hi  waala tha,
Tab phir samay hua waqt ke agle waar ka..

Ghadi ne kahaan thoda, karle thoda sa sabar,
Bahot jald laa dungi tere yaar ki khabar,
Suiyaan bhaagi, badle din mahine saal...
Aaj tak wo nahi aaya nazar..

No comments: