Tuesday, August 14, 2007

1. Safalta - Hindi.

Josh ki Jwaala (aag) aur Hosh ki Hawa ke Mishran se Purusharth ke Tawe par Safalta ki rotiyan pakaane ka mazaa kuch aur hai..

Haan, aag itni tez bhi naa ho ki roti jal jaaye aur itni dheemi bhi naa ho ki wo pake hi nahi. Iske liye Hosh ki hawa niyantran ke liye zaroori hai... aur Josh ki jwaala ka astitiva naa ho to Hosh ki hawa bhi kya kare ?

No comments: